Tere Liye Song Lyrics - Veer Zaara, Shah Rukh Khan, Preity Zinta, Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod

Tere Liye Song Lyrics - Veer Zaara

Tere Liye Ham Hain Jiye
Honton Ko Siye

Tere Liye Ham Hain Jiye
Har Aansoo Piye

Dil Mein Magar Jalte Rahe
Chaahat Ke Diye
Tere Liye Tere Liye

Tere Liye Ham Hain Jiye
Har Aansoo Piye
Tere Liye Ham Hain Jiye
Honton Ko Siye

Dil Mein Magar
Jalte Rahe
Chaahat Ke Diye
Tere Liye Tere Liye

Aa.. Aa..
Zindagi Le Ke Aayi Hai
Beete Dinon Ki Kitaab
Zindagi Le Ke Aayi Hai
Beete Dinon Ki Kitaab
Ghere Hain Ab Hamein
Yaadein Be-Hisaab
Bin Poochhe
Mile Mujhe
Kitne Saare Jawaab
Chaaha Tha Kya
Paaya Hai Kya
Hamne Dekhiye
Dil Mein Magar
Jalte Rahe
Chaahat Ke Diye
Tere Liye Tere Liye

Kya Kahoon Duniya Ne Kiya
Mujh Se Kaisa Bair
Kya Kahoon Duniya Ne Kiya
Mujh Se Kaisa Bair
Hukam Tha Main Jiyun
Lekin Tere Baghair

Naadaan Hai Woh
Kehte Hain Jo
Mere Liye Tum Ho Ghair
Kitne Sitam
Hampe Sanam
Logon Ne Kiye

Dil Mein Magar
Jalte Rahe
Chaahat Ke Diye
Tere Liye Tere Liye

Tere Liye Ham Hain Jiye
Honton Ko Siye
Tere Liye Ham Hain Jiye
Har Aansoo Piye
Dil Mein Magar Jalte Rahe
Chaahat Ke Diye
Tere Liye Tere Liye

Tere Liye Tere Liye
Tere Liye Tere Liye
Tere Liye Tere Liye
Tere Liye Tere Liye

Tere Liye Song Lyrics - Veer Zaara, Shah Rukh Khan, Preity Zinta, Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod

This Song Lyrics From Veer Zaara The Song Is Sung By Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod And Has Music By Madan Mohan, Sanjeev Kohli And Lyrics By Javed Akhtar Starring Shah Rukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukerji.

Veer-Zaara Is A 2004 Indian Romantic Drama Film Directed By Yash Chopra Under The Yash Raj Films Banner. The Film Stars Shah Rukh Khan And Preity Zinta In The Leading Roles, With Rani Mukerji, Manoj Bajpayee, Kirron Kher, Divya Dutta And Anupam Kher In Supporting Roles. Veteran Actors Amitabh Bachchan And Hema Malini Make A Special Appearance In The Film. The Film's Story And Dialogues Were Written By Aditya Chopra.

Song : Tere Liye
Movie : Veer Zaara
Singer : Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod
Lyricist : Javed Akhtar
Music Director : Madan Mohan, Sanjeev Kohli
Star Cast : Shah Rukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukerji.
Producer, Director, Story, Screenplay, Dialogues: Yash Chopra
Year : 2004


Official Poster

Comments

Sponsored Links

Sponsored Links