Ishq Kameena Song Lyrics - Shakti: The Power, Shahrukh Khan, Aishwarya Rai

Ishq Kameena Song Lyrics - Shakti: The Power

Bedardi Ishq Nigoda, Sab Ka Dil Isne Toda
Har Aashiq Ishq Se Haara, Humko Bhi Ishq Ne Maara
Aaye Chain Kahin Na
Kar De Mushkil Jeena Ishq Kamina
Hey, Kar De Mushkil Jeena Ishq Kamina

Bedardi Ishq Nigoda, Sab Ka Dil Isne Toda
Har Aashiq Ishq Se Haara, Humko Bhi Ishq Ne Maara
Aaye Chain Kahin Na
Kar De Mushkil Jeena Ishq Kamina

Tadpaata Hai Raat Bhar, Deta Hai Dard-E-Jigar
Koi Bhi Bach Paaye Na, Qaatil Hai Iski Nazar
Tadpaaye Kabhi, Tarsaaye Kabhi, Na Baat Koi Maane
Chhode Kisi Ko Kabhi Na
Kar De Mushkil Jeena Ishq Kamina

Na Zor Ispe Chale Chale, Is Mein Hue Faasle, Haai
Badnaamiyaan Bas Mili Mili, Laakhon Ke Ghar Bhi Jale, Haai
Lut Jaaye Koi, Mit Jaaye Koi, Barbaad Kare Sab Ko
Isne Sab Kuch Chheena
Kar De Mushkil Jeena Ishq Kamina

Bedardi Ishq Nigoda, Sab Ka Dil Isne Toda
Har Aashiq Ishq Se Haara, Humko Bhi Ishq Ne Maara
Aaye Chain Kahin Na
Kar De Mushkil Jeena Ishq Kamina
Kar De Mushkil Jeena Ishq Kamina
But I Love Ishq, Babua

Ishq Kameena Song Lyrics - Shakti: The Power, Shahrukh Khan, Aishwarya Rai

This Ishq Kameena Song Song Lyrics From Shakti: The Power The Song Is Sung By Sonu Nigam And Alka Yagnik And The Music Has Been Composed By Anu Malik And The Lyrics Of The Song Have Been Penned By Sameer Starring By Shahrukh Khan & Aishwarya Rai.

Shakti: The Power Is A 2002 Bollywood Film Directed By Pasupuleti Krishna Vamsi And Starring Karisma Kapoor, Sanjay Kapoor And Nana Patekar In The Lead Roles And Features Shahrukh Khan In A Supporting Role, While Aishwarya Rai Appears In An Item Number. The Film Is A Remake Of Telugu Film Anthapuram Which Was Based On The Real-Life Story Of Betty Mahmoody. The Original Story Of Real Life Escape Of Betty Mahmoody Is Depicted In The Movie "Not Without My Daughter" Which Itself Was Based On Betty Mahmoody's Book, Not Without My Daughter.

Song : Ishq Kameena
Movie : Shakti: The Power
Singer : Sonu Nigam, Alka Yagnik
Lyricist : Sameer
Music Director : Anu Malik
Star Cast : Karisma Kapoor, Nana Patekar, Sanjay Kapoor, Deepti Naval, Shahrukh Khan
Producer, Director, Story, Screenplay, Dialogues: Pasupuleti Krishna Vamsi, Boney Kapoor, Sridevi
Year : 2002


Official Poster

Comments

Sponsored Links

Sponsored Links